FIRST Chinese Naval Base in Djibouti : भारत जापान और अमेरिका क्यों इससे डरे हुए हैं ?


आज हम चीन के सबसे पहले विदेश में बनाए गए मिलिट्री और नेवल बेस के बारे में बात करेंगे यह अफ्रीका  के देश  जी बूटी  में सामरिक महत्व के क्षेत्र में बनाया गया है!


Hello Friends, Welcome to

my channel Real Quick Info.

आज हम चीन के सबसे पहले विदेश में बनाए गए मिलिट्री और नेवल बेस के बारे में बात करेंगे यह अफ्रीका  के देश  जी बूटी  में सामरिक महत्व के क्षेत्र में बनाया गया है!.

 हाल ही में चीन ne दो युद्धपोत में अपने सैनिकों को हिंद महासागर से होते हुए चीन के पहले विदेश में बनाए गए Naval base की तरफ भेजा है

- Chainese media ke anusar, is base ka istemal sirf resupply karane ke liye nahi kiya jayega, balki ya us chetra me chines yudh poton ko kisi operation me kam karane me madad bhi karega, taki china us chetra me anti piracy aur any manviya karya kar sake, jaise Shanti sthapit karna aur aaur sankat me fanse apane logon ko evacuate karna
- Hal ke kuch varson me, China ne apani videsh niti ke tahat, africa ke desho ke sath apane sainya sambandh sthapit kiye hain
- Is location ka samrik mahtwa is baat se siddh hota hai, ki america, france, japan aur anya desho ne bhi yahan jiboti me apani sthayi bases bnaye hain
- Jibouti, Horn of Africa me located hain, yah Suez canal  se hote hue Mediterranean Sea ko Red sea , Gulf of Aden and Hind mahasagar se jodati hai
- Ya duniya ki sabase important sea lane hain, har din bhari matra me kaccha tel isi raste se gujarta hai, is prakar se yah duniya ka sabase vyast Samudri marga hai
- America ne yahan par apana Africa ka sabase bda Military base banaya hai, jo 100 acre ke chetra me faila hai, aur usame 4000 Sainik tainat hain

- Joboti desh ak registaani ilaake me hain, isliye wah apani jamin lambe samay k liye Kiraye par dene ke liye taiyaar rahata hai, taki was assani se dhan kma sake aur ye desh usako sainik sahayata bhi denge
- Jahan tak China ka sawal hai, usane abhi tak 500 Million US dollar wahan par Rail Line bichane par karch kiye hain, isliye china ne kam samya me baatcheet k jariye, naval base k liye zamine lease par assani se le li
- is important region me China ki tagat badane se, America, Japan aur bharat jaise desh paresaan ho rahe hain
- China ne pahale hi Bangladesh,Myammar and Srilanka ki madad se undesho me apane military assets bna liye hain
- Lekin is naval base ke karane, Hind mahasagar me China ki tagat bahut jyda bad gayi hai
- China bade hi prawabhi dang se apani mahtwakanchi yojana par kaam kar rha hai,,taki is important vywapari samudri marge par usake ships aur yudh pot  bina kisi rukawat se yatra kar sake jisae China ko kacche tel ke aayat me ,,aur chinese products k niryaat me koi dikkat na aaye

- Important baat yah hi ki,,china ko yah dyan rakhana hoga ki ,,international laws k anusaar international water me navigate karane ki freedom sabhi desho ko hai
- agar koi desh akela hi Big brother banana chahega to ,,duniya ka jo power balance hai woh bigad jayege, jisae duniya me vikaash me badha hogi aur is tarah ka behaviour viswa shanti ke liye bhi katara paida hoga


दोस्तों अगर कोई ऐसा आपके सब्जेक्ट है जिसके बारे में आप जानना चाहते हैं तो हमें बताइए हम उस पर Research करके  YouTube पर ek फ्री वीडियो आपके लिए बनाने की कोशिश करेंगे

Thanks for watching,

please subscribe my channel Real Quick Info.


References -
https://en.wikipedia.org/wiki/Djibouti
http://timesofindia.indiatimes.com/world/china/chinas-military-base-in-djibouti-implications-for-india-and-rest-of-the-world/articleshow/59565210.cms
http://www.cnn.com/2017/07/12/asia/china-djibouti-military-base/index.html

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Well Done President Trump - America Stops WHO Funding!!

मोदी योगी ने दी अमेरिकन मीडिया को करारी शिकस्त

How America indirectly HELPED in returning to Status Quo in between India and China?