In Hindi | Is China trying to HELP its DEAR friend PAKISTAN by escalating Doklam Standoff?



इस वीडियो में हम चर्चा करेंगे चाइना एक छोटे से  विवाद को बढ़ाकर युद्ध की धमकी क्यों दे रहा है!इस बात की प्रबल संभावना है कि चीन अन्य कई कारणों के अलावा, अपने मित्र देश पाकिस्तान की मदद करने के लिए युद्ध की धमकियां दे रहा है !
In this video, we tried to analyze the probable  reasons on why China is trying to escalate very small localized border dispute into full scale war. Besides other objectives, China may be trying to divert world's attentions from Pakistan's role in Global Terrorism.

Reference

http://www.ndtv.com/opinion/china-has-misjudged-modis-political-gravitas-1728868

Hindi Transcript 

Hello Friends, Welcome to my channel Real Quick Info.
- Doklam Vivad ke pahale, Bharat ke pradhan matri Narndra modi ki safal US aur Israel ki yatra se China pareshan hone lga tha.

- Duniya ne ab samajhna chalu kar diya hai ki, Atankwad bura hai, chahe wah kahin se paida ho yaa chahe kisi bhi karan se failaya ja rha ho.

- Pakistan duniya bhar me aatankwaad ka kendra hai, yah samajhane ke liye apko koi bda budhiman hone ki jarrorat nahi hai.

- Aap janate hain, jab Pakistan atankwadiyon ko bhartiya seema ke is baar bhejana chahata hai to, Pakitani army un atankwadiyon ko cover fire deti hai.

- Usi prakar se, Duniya bhar me atankwaad failane me Pakistan ki bhoomika se dhyaan hatane ke liye, ak chote se seema vivad ke upar China ne Bharat ko yudh ki damakiyan dena chalu kar diya.

- Agar koi bhi cost benefit analysis karega to, isame koi budhimaani nahi hai ki China aur Bharat do parmanu shakti sampann desh sirf ak chote se Doklam ilake me road ko repair aur maintain karane ke karan yudh ladenge.

- Yah ak artificial vivad hai, aur china ne jaan bhoojkar bharat ko dhamkane ke liye isaki yojana banayi thi.

- Mool rup se, China ne Bharat ke pradhan mantri Narendra modi ko kam karake aanka hai.

-Pichale kai daskon ki tarah, china ne is baar bhi ak tarafa karwahi karake, yath sthiti ko parivartit karane ka prayas kiya,,

- lekin is bar haalat alag the, Bharatiya sena china ki sena ka mukabala karane ke liye taiyaar thi aur vivadit chetra me road construction activity ko  rok diya gya. Jabki bhartiya sena Seema par datkar Chinese army ka samna kar rahi hai, Bhartiya netratwa bade hi thande dimag se China ke har bhadkane wale vayan ko ya jawab de rahi hain.

- China ko is prakar ke response ki ummed nahi thi, isliye china ne, Koun pahale aank japkaata hai, wala khel suru kar diya.

- Apane dost Pakistan ki madad karane ke alawa, China bharat ko chote chote vivadon me fansana bhi chahata hai, taki bharat ke aarthik vikas me baadha pade.

- Aapko pta hai, Narendra Modi ke netratwa me aaj bharat duniya ka sabase tej gati se vikas karane wala desh ban gya hai, aur bharat me duniya ka sabase adhik videshi nivesh bhi mila hai. Swabhabik hai, China ko yah sab pasand nahi aa rha hai.

- Aapane notice kiya hoga, pichale teen salon me, modi ji puri duniya ghume aur badi mehnat karake unhone apane aap ko Viswa ke ak neta ke roop me sthapit kiya hai. Wahi dosari aur, China ke president  Xi Jinping ne Desh aur videsh ke level par koi kash uplabdhi hansil nahi ki. Isliye aab wah padosiyon ka haat marodar apane apako ko shaktishali leader ke roop me dikhana chahte hain.

- China kuch bhi kahata rahe, Pakistan ke always, har ak padosi ke sath china ka koi na koi vivad jarror hai..America ke kamjor pad jane ke baad, China aur pure viswa me bade bhai ki tarah rahana chahata hai.

- China ke dwara di gayi yudh ki kai damkiyon ke Waavjood Bharat thande dimag apane stthiti par khada hai, Modi ji ke netratwa me bharat ki videsh niti aab sirf Bharat ki hiton ko dhyan me rakh kar kaam karati hai naki kisi kitaabi sidhaant par.

- As per Founding father of People's Republic of China Mao Zedong "Go desh sirf pratikriya dee hain wah sir kagaj ke sheer hote hain"
- Isliye China chahe kitana bhi bharat ke khilaf jahar ugalata rahe, isase kuch hona jana nahi hai.

- Aayiye dekahte aage aur kya hota hai, Bharat ki Rastriya Surkcha Salahkaar Ajit Dowal China ja to rahe hain, lekin is yatra se kis badi safalata ki ummed karana budhimaani nahi hogi. Isliye border par tanaav  abhi kuch aur din rahega.

- Is video banate samay, hamane Dr R. Balashankar ke vicharo ko pada tha, aap bhi unake lekh ki link description box me paa sakate hain.
Thanks for watching,

दोस्तों जैसा हमारे चैनल का नाम है वैसा ही हमारा काम है हम आपको तथ्यों पर आधारित जानकारी बहुत जल्दी से प्रदान करते हैं हम आपके समय की कद्र करते हैं और हम जानते हैं कि आपको महत्वपूर्ण जानकारी जल्दी चाहिए होती है.
So please subscribe my channel Real Quick Info.



Tags 
Pakistan,China,Doklam Standoff,Doval China visit,Modi China visit,Modi in China,Doval in China,India in SCO,Pakistan in SCO,Shanghai Cooperation Organisation,NSG,Masood Azhar,China helping Pakistan,Narendra Modi latest news,Ajit Doval views on China,Ajit Doval on China,Modi views on China,Modi on china,Putin,Russia,Putin Modi friendship,Ajit Doval on pakistan,

Pakistan behind Doklam Standoff, China Pakistan Friendship

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

हारी बाजी जीत गए मोदी जी

दर्द में हुई असली मर्द की पहचान

Well Done President Trump - America Stops WHO Funding!!